Duniya O Duniya Tera Song Lyrics

Duniya O Duniya Tera

Duniya O Duniya Tera

Duniya o duniya

Tera jawab nahi

Duniya o duniya

Teri jafaao kaa bas

Koyi hisaab nahi

Duniya o duniya

Tera jawab nahi

Duniya o duniya


Too chhaanv hai ya

Hai dhup khabar kisko

Kya hai tera asali

Rup khabar kisko

Too chhaanv hai ya

Hai dhup khabar kisko

Kya hai tera asali

Rup khabar kisko

Aaye najar kaise too

Aansu hai khvaab nahi

Duniya o duniya

Tera jawab nahi

Duniya o duniya


Teri jubaan pe

Hai jikr sitaaro kaa

Tere labon pe

Hai nam bahaaro kaa

Teri jubaan pe

Hai jikr sitaaro kaa

Tere labon pe hai

Nam bahaaro kaa

Par tere daaman me

Kaante hain gulaab nahi

Duniya o duniya

Tera jawab nahi

Duniya o duniya

Yeh kin khayaalo me

Kho gaye hain aap huh


Yeh kin khayaalo me

Kho gaye hain aap

Kyon kuchh pareshaan

Se ho gaye hain aap

Yeh kin khayaalo me

Kho gaye hain aap

Kyon kuchh pareshaan

Se ho gaye hain aap

Aapse toh mujhko

Kuchh shikva janaab nahi

Duniya o duniya

Tera jawab nahi

Teri jafaaon kaa

Bas koyi hisaab nahi

Duniya o duniya.