Gangaram Ki Samajh Men Na Aaye Song Lyrics

Gangaram Ki Samajh Men Na Aaye

Gangaram Ki Samajh Men Na Aaye

Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Ye to meri hai saheli

Dilavaali alabeli

Jaise motiyaa chameli

Jaise pyaar ki haveli

Solah saal ki umar

Kokaa kolaa si kamar

Ratti bhar bhi qasar

Kahi aaye na nazar


Kuchh huaa hai asar

Gol jude mein ye veni

Aur veni mein ye tahani

Kaise judiyo se ped ugaaye

Ye gagaaraam ke

Samajh mein na aaye

Wo pari kahaan se laaun

Teri dulhan jise banaaun

Ki gori koi pasand

Na aaye tujhako

Ki chhori koi pasand

Na aaye tujhako


Aankh jisaki hai billi

Naam usakaa hai lilli

Aise kajare ki dhaar

Jaise tikhi talavaar

Dekh hotho kaa ye

Rang chalane kaa dhang

Kate agrezi baal baandhaa

Resham kaa rumaal


Bolo kyaa hai khayaal

Ise jab liyaa taq

Mera dil huaa faq

Chhori ho ke hajaamat karaaye

Ye gagaaraam ke

Samajh me na aaye

Wo pari kahaan se laaun

Teri dulhan jise banaaun

Ki gori koi pasand

Na aaye tujhako

Ki chhori koi pasand

Na aaye tujhako


Naam uska kamal

Jese ganne ki phasal

Jese khilta gulab dekh

Pura hai panjab

Dekh rup ki umang

Jese hirani ka rang

Jese mithi ho khjur

Aisa mukhade pe noor

Bol hai manjoor


Ye to nache cham cham

Mera nikle hai dum

Ise bhangada kon nachae

Ye ganga raam ki

Amaj mein na aaye

Wo pari kahaan se laaun

Teri dulhan jise banaaun

Ki gori koi pasand

Na aaye tujhako

Ki chhori koi pasand

Na aaye tujhako


Ye to sindh se hai aayi

Kari b a ki phadhai

Tang kurta payjaama

Ye to chokari hungama

Jese titali ke ang

Jese udti patang

Jese koyal ki kook

Jese khile khosbo

Kehati i love you

Hekad bhu hekad bhu

Ek tu hi tu tu hi tu

Ese nakhare kon uthae

Ye ganga raam ki

Amaj mein na aaye

Wo pari kahaan se laaun

Teri dulhan jise banaaun

Ki gori koi pasand

Na aaye tujhako

Ki chhori koi

Pasand na aaye tujhako


Na ye dil ki hai choti

Na ye pyaar ki hai khoti

Jara ho gai hai moti

Tabhi lagti hai choti

Dekho uske masal

Ghi khaati hai asal

Tere kheto mein ye jaae

Tere hal bhi ye chalaae

Tere bade kaam aaye


Muje karo na heran

Ye to lage pahelwaan

Ise kasrat kon karaye ye

Ye ganga raam ki

Amaj mein na aaye

Wo pari kahaan se laaun

Teri dulhan jise banaaun

Ki gori koi pasand

Na aaye tujhako

Ki chhori koi pasand

Na aaye tujhako


Chhodo ye to hai nadan

Kare sabko haraan

Nahi samje ga pyaar

Ye to hai bilkul gavaar

Ise rehne do kavaara

Phir ne do mara mara

Aao hum sb jaaye

Maja isko chakhaye

Hose iske udaaye

Ye hot jab kole

Baar baar ye hi bole

Ye ganga raam ki

Amaj mein na aaye

Ye ganga raam ki amaj.