Main Aaj Chaloon Song Lyrics
- Song Title: Main Aaj Chaloon
- Album: Banphool
- Singer:Lata Mangeshkar
- Music Composer:Laxmikant and Pyarelal
- Music Label: Saregama
Main Aaj Chaloon
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Main nar matwali
Phulawa ki dali
Chatak gayi gayi
Bali umariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Chhune se saiya
Ke nas nas
Mein bijuri si
Dhuad gayi
Ang tod gayi
Chhune se
Saiya ke nas nas
Me bijuri si dhuad gayi
Ang tod gayi
Ban ke kaman
Nazar badardi ki
Tir chhoad gayi
Ang tod gayi
Tir chhoad gayi
Ang tod gayi
Main lakh padi payia
Pakad ke baiya
Na rok mujhe saiya
Nagariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Nain chhupaye
Chali jau ghabrau
Koi jan na le
Pehchan na le
Nain chhupaye
Chali jau ghabrau
Koi jan na le
Pehchan na le
Ib ka karu
Sharmau ghabrau
Koi jan na le
Pehchan na le
Koi jan na le
Pehchan na le
Jo aankh uth jaye
Surat teri haye
Nazar saf aaye
Nazariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Bhule se fir na hath me
Mai kalayi dungi
Mai duhayi dungi
Bhule se fir na hath mein
Main kalayi dungi
Main duhayi dungi
Main bhuli tere
Samane fir na
Main angdai lungi
Main duhayi dungi
Angdai lungi
Main duhayi dungi
Ye haal kiya tane
Ke aankh lage pehne
Chhupaya mukh maine
Chunariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein.