Mere Mehboob Tere Dam Se Song Lyrics

Mere Mehboob Tere Dam Se

Mere Mehboob Tere Dam Se

Mere mehboob tere dum se

Hai duniya pe bahar

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Hai duniya pe bahar

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Mere mehboob tere dum se


Apne gito mein

Teraa husn nazar aaya hai

Iss liye dil teri mehfil mein

Mujhe laya hai

Rasta bhul gaya ya

Meri manzil hai yehi

Rasta bhul gaya ya

Meri manzil hai yehi

Koyi batlaye ke kya

Khoya hai kya paya hai

Mere mehboob tere dum se

Hai duniya mein bahar

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Mere mehboob tere dum se


Teri aankho me nazar

Aayi hai jannat mujhko

Meri jannat teri

Aankho ke siva koyi nahi

Mai tassavvur mein

Tere jhum liya karta hu

Mai tassavvur mein

Tere jhum liya karta hu

Meri daulat teri

Chahat ke siva koyi nahi

Mere mehboob tere dum se

Hai duniya me bahar

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Mere mehboob tere dum se


Zindgani mein kai

Rang ke mod aate hai

Tu salamat rahe

Shayar ki dua kehti hai

Chand ghatata hai ghate

Hushna tera badhta rahe

Chand ghatata hai ghate

Hushna tera badhta rahe

Main rahu ya na rahu

Meri wafa ye kehti hai

Mere mehboob tere dum se

Hai duniya mein bahar

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Warna iss gham se bhari

Duniya mein kya rakha hai

Mere mehboob tere dum se.